..if you try to use them to describe this song by Silk Route...Song uses pretty minimal background music with some whisteling, strings , piano and predominantly guitar...It basically rides on its lyrics which perfectly articulates and puts down in words what is there in everyone's heart....Mohit Chauhan's unhurried voice, clear enunciation of each word and the whole calm, relaxed tempo of the song perfectly suit the words giving the listener time to absorb and imbibe each line of the song...
Zaara naazar uthake dekho
Baithe hai hum yahin
Bekhabar mujhse kyon ho?
Itne boore bhi hum nahin
Zaara naazar uthake dekho
Baithe hai hum yahin
Bekhabar mujhse kyon ho?
Itne boore bhi hum nahin
Zamane ki baaton mein uljho na
Hai yeh aasaan janana
Khud se jo agar tum poocho
Hain hum tumhare ke nahi
Teri aankhon ka jaadu
Poori duniya pe hai
Duniya ki iss bheed main
Sabse peeche hum khade
Sabse peeche hum khade
Mehfile aayi aur gayi
Log aaye aur gaye
Tum jo aaj aaye ho
Dil mein ho bas gaye
Muskarake baat taalo na
Phir miloge jo kahi
Dekhana yahi kahoge
Itne boore the hum nahi
Teri aankhon ka jaadu
Poori duniya pe hai
Duniya ki is bheed mein
Sabse peeche hum khade
Sabse peeche hum khade
Teri aankhon ka jaadu
Poori duniya pe hai
Duniya ki is bheed mein
Sabse peeche hum khade
Sabse peeche hum khade
Sabse peeche hum khade
Sabse peeche hum khade
No comments:
Post a Comment